Wednesday 18 May 2011

"Payo Ji Maine Ram Ratan Dhan Payo" by Anuradha Paudwal

2 comments:

  1. Payoji maine Ram rattan dhan payo...I have got a precious jewel by the name of Rama. Paayoji mainne ram ratan dhan paayo - Vastu amolik de mera sataguru - kripaa kar apnaavo (payo ji maine) Janam janam ki punji paal - jag mein sakhovaayo (payo ji maine) kharcha na koi chor na lutai - din din badhat savayo (payo ji maine) sat ki naav khevatiya satguru - bhavsagar taravayo (payo ji maine) Meera ke prabhu giridhar nagar - harash harash jas gaayo (payo ji maine)

    KABHI SOCHA HAI MEERA BAI IS BHAJAN MEIN
    PRABHU RAM RATAN DHAN "" NAAM KA JO GEET GAA RAHI HAIN?JABKI WOH KRISHNA KI BHAKTI KARTI THI.
    RAM RATAN DHAN PAYO VASTU AMOLAK DI MERE SATGURU..KIS VASTU KI BAAT KAR RAHI HAIN MEERA BAI KIS SATGURU KI BAAT HO RAHE HAI YAHAN?
    SUNO--MERA BAI KRISHNA BHAKT THIN TAB EK DIN SHRI KRISHNA NE UNSE PRAKAT HOKAR KAHA.MEERA TU MUJHE PANA CHAHTI HAI TOH GURU KI SHARAN MEIN JA..WO HI TUJHE MERE PAAS LAYEGA..MERE ASLI DARSHAN KARAYEGA,GURU KA STHAN MUJHSE BHI UNCHA HAI..WO GURU HI TUJHE GYAN DEKAR MUJHSE MILA PAYEGA ANYATHA NAHIN..KYUNKI MAIN IS YUG MEIN NAHI HOON MAINE BHI TRETA MEIN GURU ROOP MEIN ARJUN KO GYAN DIYA THA .ISHWAR SE MILANA SIRF USI YUG KE GURU KA KAAM HAI..AUR YEH MERA NIYAM HAI..JO HAMESHA HAR YUG MEIN MAIN EK ISHWAR RUPI PURNSATGURU KO BHEJTA HOON JO GYAN KE PRAKASH SEY PRANIYON KI ANKHEN KHOL DETA HAI..
    TAB MEERA BAI GURU KI SHARAN MEIN GAYEIN AUR UNHNE YE GEET GAYA ----PAYO JI MAINE RAM RATAN DHAN PAYO ..YANIKI RAM NAAM WALA RATAN JO KI ASLI ISHWAR HAI WOH PAA LIYA .YAHAN SIRF RAM BHI NAHI BOLA GAYA HAI YA BHI SOCHNE WALI BAAT HAI.RAM RATAN DHAN PAYO...
    VASTU AMOLAK DI MERE SATGURU DIN DIN BADHAT SAWAYO.VASTU AMOLAK YANI GYAN DIYA HAI MERE SATGURU NE MUJHE...JO DIN PRATIDIN BADHTA HAI .
    CHOR NA LOOTE.--JISE KOI KHARACH NAHI KAR SAKTA,JISE KOI LOOT NAHI SAKTA..

    ReplyDelete
  2. Diff between Heaven & Moksha:

    Heaven: A place of bodily pleasures - Sex, food, drink, lying in the sun on the beach. No qualifications needed. Hit the lottery & u can have it all here on earth.

    Moksha: Education, Enlightenment, Knowledge - a flowering of the mind. To compose music like Mozart, to think like Einstein, write beautiful poetry, to sing like MS. It is not begged for nor given, it has to be EARNED! No amount of money can get u Moksha

    ReplyDelete